Kal tak ye zindagi suni thi,
kahani kuch adhuri si thi,
Dil me ek bechaini thi,
humare bich sadiyo ki duri thi.
Aaj kahani kuchh alag si hai,
har kadam par bahar si hai,
Najar milate hi dil mil gaye,
tumhari aankho me hum kho gaye.
Dil ki aawaj dil se mil gayi,
Sare jaha ki khushi mil gayi,
Ab to hawao mein ek khushboo si hai,
Najaro me halki sharaarat si hai,
hotho par har pal muskurahat si hai.
Khayalo mein har pal tumhari parchhai si hai,
Shayad isika naam mohabbat hai,
Ha yahi to muhabbat hai,
Ha Ha yahi to muhabbat hai.
--------------------------------------------------------------
[i]sHe Took Me Fr0m a Bar.sHe Took Me In Her Car. sHe Took My T0p 0ff. sHe Puts Her Lips 0n Mine,But D0n’t W0rry I’m a Bottle 0f Wine
