Meri pagal mohabbat tumhe yaad ayegi,
Jab chand sitare chamak rahe ho,
Jab yadon ke phool mehek rahe ho,
Jab deedar ko Nayan taras rahe ho,
jab ankhon se ansu baras rahe ho,
Meri pagal mohabbat tumhe yaad ayegi,
Jab tanhai se dil ghabrae ga,
Jub tumhe akelaapan satayega,
Jab koi khwab he na ayega,
Jab phool kitab mein he reh jayengi,
Meri pagal mohabbat tumhe yaad ayegi,