Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 261 - Total Replies: 3

POSTED BY: detectiveash on 07/05/2008 16:13:17


janaza
 

Aye mera janaza uthane waalo,
Dekhna koi bewafa paas na ho,

Agar ho to usse kehna,
Aaj to khushi ka mauka hai udaas na ho


~~~~~~~~~~


Zindgi ek chahat ka silsila hai,
Koi kisi se mil jata hai to koi kisi se bichad jata hai,

Jise hum mangten hai apni dua mein,
Wo kisi ko bina mange mil jata hai.


~~~~~~~~~~


DARD HI SAHI MERE ISHQ KA INAAM TO AYA
KHALI HI SAHI HATHON MEIN JAM TO AAYA

MEIN HOON BEWAFA SABKO BETAYA USNE
YUN HI SAHI, USKE LABHON PE MERA NAAM TO AAYA


~~~~~~~~~~


Jaane kya Mujhse zamana chahta hai ,
mere dil tod kar mujhe hasana chahta hai ,

jaane kya baat jhalakti he mere chehre se,
har saks mujhe aazmana chahta
hai.





--------------------------------------------------------------
Biggest gamble of my LIfe...........




POSTED BY: Alishh on 07/05/2008 18:58:19


Sab log aye mere janaza ke peechay

Tu kyu nah aya mere janaze ke peechay

 

Main kaisay ata tere janaza ke peechay

Tera janaza tha mere janaza ke peechay 





--------------------------------------------------------------
Service Not Available


bhai kehta hai ke tm tu paida he jhoot bolne ke liye hoi ho


bhai kehta hai ke bakwas na kiya kro

Back To Top




POSTED BY: Nanu_Ninu on 07/05/2008 20:38:56


 


 



Alishh wrote:


Sab log aye mere janaza ke peechay


Tu kyu nah aya mere janaze ke peechay


 


Main kaisay ata tere janaza ke peechay


Tera janaza tha mere janaza ke peechay 





--------------------------------------------------------------
Sab ki AAN sab ki SHAAN sab ka ek BHAIJAAN-Salman khan
Back To Top




POSTED BY: Nanu_Ninu on 07/05/2008 20:48:06


Mera har iqraar, tere har inkaar se achha hoga.
Mera har din, teri har raat se acha hoga.
Yaqeen na aaye, to apni doli se jhaank lena.
Meri maiyat ka janaaza, teri doli se achha hoga!!!


mere chehrey pe kafan na lagao mujhe aadat hai muskuraney ki,
mera janaaza abhi na uthao mujhe ummeed hai un ke aane ki


 





--------------------------------------------------------------
Sab ki AAN sab ki SHAAN sab ka ek BHAIJAAN-Salman khan
Back To Top
19/11/2026



*** NkuT.Com ***