| POSTED BY: Kshitiz on 08/03/2008 19:56:10 |
|
na dost hai koi na yaar hai mera logou sun lo na koi dil dar hai mera
us bewafa ka kya kehna jo chod ke chala sare wadau qasmau ko wo tod ke chala
dosti ki azmat ko jhinjod ke chala bich rah me zinda dargor kar ke chala
kehta tha dosti apni hai samandar ki si gehri aj usi samandar me hum ko duba ke chala
wo yaar mera yaari ko badnam kar chala wafa ke naam par sab kuch neelam kar chala
(it is not personally related but just a creation)
--------------------------------------------------------------
it's very easy to hurt someone & say sorry, but it is really very difficult to get hurt & say I"M Fine..
|