Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 255 - Total Replies: 0

POSTED BY: Kshitiz on 06/03/2008 20:57:15


itna chaahata tuje mein... paane ki dua kee ti khudaase...
paakar aisa dard diya hai meine...ab bhulne ki dua maangta hu rab se...
khuda bhi kaise rootha hai mujse...yaadein teri aur dilaata hai muje...

raah ab dekhta hoon mein...ajaaye tu kabhi kahin se...
sookh gayi ab akhen humari...dard hota nahi ab kisi se...
khuda bhi kaise rootha hai mujse...ek pal ko baras banata hai aise...

mehfile bhi lagati hai sooni...yadon mein teri jab doob jata hoon mein...
tanhayee se kaapta hoon aise...khudko mujrim jab samajta hoon main...
khuda bhi kaise rootha hai mujse...kat gharein mein mujhko khada karta hai aise.

soorat main talaash ta hoon teri...haseen teri milti kisi mein...
nazron mein basti hai tu kisi ke...kuch adaaon mein pata hoon tuje...
khuda bhi kaise rootha hai jahan se...rooh teri kyun na daali kisi mein ???




--------------------------------------------------------------
it's very easy to hurt someone & say sorry, but it is really very difficult to get hurt & say I"M Fine..
19/11/2026



*** NkuT.Com ***