|
| POSTED BY: Kshitiz on 15/02/2008 00:01:04 |
|
- Khalish Dhadkano ki mitt na saki,
- ek pal ko bhi nazar meri jhuk na saki,
- jab se gaye tum jiss modd se?
- uljhi hain aankhe meri uss modd pe,
- kyu hain ajnabee ye mujshe meri zindgi?
- meri "Aarzoo" meri bekhudi,
- kabhi toh murr ke dekhte tum edhar bhi jara,
- meri taraf bhi aata hain tere Dil ka rasta,
- unn yaadon ko kaishe zinda karu,
- saanse bharu fir bhi main pal-pal maru.
--------------------------------------------------------------
it's very easy to hurt someone & say sorry, but it is really very difficult to get hurt & say I"M Fine..
|