Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   



Bookmark:
RSS 1.0     RSS 2.0

Total Views: 254 - Total Replies: 0

POSTED BY: Kshitiz on 15/01/2008 19:25:14


Jab rulaana hi tha tujhe, toh phir hasaaya kyun,
saath rehkar bhi hai juda, toh paas aaya kyun,

kyun yakin uth gaya dil se kahin wafaaon ka,
pyaar mehsus kyun hone laga gunaaho sa,
aaya apane bich mein kisika saaya kyun,
jab rulaana hi tha tujhe toh phir hasaaya kyun,
saath rehkar bhi hai juda toh paas aaya kyun,

kyu ajnabi ki tarah humase pesh aata hai,
chand lamhe bhi hamein, tu na de paata hai,
aisi kya hamane ki khata, hame sataaya kyun,


jab rulaana hi tha tujhe, toh phir hasaaya kyun,
saath rehkar bhi hai juda, toh paas aaya kyun.





--------------------------------------------------------------
it's very easy to hurt someone & say sorry, but it is really very difficult to get hurt & say I"M Fine..
18/11/2026



*** NkuT.Com ***