| POSTED BY: Kshitiz on 22/11/2007 18:50:27 |
|
ji chahta hai ke mai bahut naraaz hu aur tum mujhe manao ji chahta hai ke tum mere nakhre uthawo dil me mere muhabbat ka ehsaas jagawo kanao me mere chahat ke alfaz gungunao
haqeeqat ko bhula kar mujhe sapnau ki duniya me le jawo chaho mujhe itna ke sari duniya ko bhulawo mujhe apni muhabbat ke samandar me utaro doob jawoo mai teri chahat ke samandar me is samandar ko itna gehra banado....
--------------------------------------------------------------
it's very easy to hurt someone & say sorry, but it is really very difficult to get hurt & say I"M Fine..
|