Kuchh baat kaho Teri baat chaley meri raat katey..
kuchh baat karo uss basti ki Badal Barish aur masti ki
Ya baat karo uss bandhan ki payal choori aur kanggan ki
Ya baat karo un sapno'n ki jinhain tum bhe Socha kartey ho khuwabo'n main pooja kartey ho
Ya hava main urtey anchal ki jo jab lehraey kuchh yaad aaey tera chain churaey meri neend uraey
tum mujh sey kaho .. kuchh baat karo .. Teri baat chaley meri raat katey..!!
--------------------------------------------------------------
I Love Youuuuuu
|