Tanha si ho gayi hoon main sab kuch
hote hue
saari umar guzaari hai maine to rote hue
din to kat'te rahe
hai mere gammon ko samone mein
raatein guzari hai maine,aashko ki mala pirote
hue
Ae mere khuda! kya taqdeer banayi hai tune meri
tamaam umar kategi
kya meri gamon ko dhote hue
kisi ne lota chain mera,kisi ne meri neendo
ko lota
har din guzra hai mera,kuch na kuch khote hue
jholi philaye
khare khuda tere dar pe
ab apne paas bulale kabhi yu hi sote
hue..