| POSTED BY: Kshitiz on 05/10/2007 00:06:07 |
|
Rehte Hain Sath Sath Main Or Meri Tanhaye Karty Hain Raaz Ki Baat Main Or Meri Tanhaye
Din Tu Guzar Hi JaTa Hai Duniya Ki Bheer Main Kartay Hain Basar Raat Main Or Meri Tanhaye
Sanson Ka Kya Bharosa Kab Chor Jayen Sath Lakin Rahaingy Sath Main Or Meri Tanhaye
Aye na Tumhen Yaad Kabhi Bhol Kar Bhi Hum Karty Hain Tumhen Yaad Main Or Meri Tanhaye
Aa Kay Pass Kyu Duur Hogaye Humse Karty Hain Teri Talash Main Or Meri Tanhaye
Tumko Rakhaingy Sath Zeenat Bana Kar Ghar Ki Reh Jayen Phir Na Tanha Main Or Meri Tanhaye
--------------------------------------------------------------
it's very easy to hurt someone & say sorry, but it is really very difficult to get hurt & say I"M Fine..
|