| POSTED BY: Kshitiz on 28/09/2007 17:24:07 |
|
Kabhi Milay Tu Main Poochon
Kabhi shakiston kay dukh uthaye to us say poochon wo meri manind toot jaye to us say poochon
Koi sitara usay bhi manzil say dur kar day usay bhi rasta nazar na aaye to us say poochon
Safar main wo bhi kisi kade imtihan say guzray usay bhi yun koi aazmaye to us say poochon
Usay muhabbat main kaun sa dukh diya hai main nay Kabhi nazar se nazar milaye to usay poochon
meri tarah din chadhe talak wo bhi soye SALAK usay bhi shab bhar na neend aaye to us say poochon
--------------------------------------------------------------
it's very easy to hurt someone & say sorry, but it is really very difficult to get hurt & say I"M Fine..
|