| POSTED BY: kashish on 13/07/2007 14:36:14 |
|
.........Too Late..............
Aadhi Raat K Sanate Main...... Kis ne Phone Kia Ha Mujh Ko....... Jane Kis Ka Phone Aya Ha....... Phone Utha Kar Yun Lagta Ha..... Us Janib Koi Gum Sum, Gum Sum, Ukhra Ukhra........ Dheere Dheere Kaanp Raha Ha..... Mehki Hue Ik Khamoshi Hai.......... Ghup Khamoshi......... Lekin Is Khamoshi Main Bhi Goonj Rahay Hain........ Thandi Saansen, Barish, Ansoo......... Khamoshi Se thak Kar Us Ne saans Liya To.......... Choori Khanki^^^^^^^^^^ Uff Ye Khan Khan^^^^^^^^^ Ik Lamhe Main Sare Badan Main Phel Gayee Hai...... Tere Ilawa Koi Nahi Ha.......... Lekin Itne Barson Baad..........
--------------------------------------------------------------
Hazaron Manzilain Hongi HazarOn Karvaan HongayNigahein HumKo DhOondHain Gi Najane Hum Kahan Hongay~
|