| POSTED BY: gauravtr on 13/07/2007 08:04:01 |
|
Meri zameen per udas chand Hein loog khush or udas chand
Yeh jagmagata sulagta chand Yeh jhilmilata tarapta chand
Yeh aaj kyun hoo udas chand ?? Mein pass hoon na tumharay chand !!
Mujhe batao bebasi ka sabab Yeh bujhi bujhi rooshni ka sabab
Lipatna chaho jo aaj mujhse Tumhein ijazat hai aaj chand
Jo roona chaho toh roo bhe lo Mein saath dunga tumhara chand
Hamesha mujhpe bharoosa rakhna Mujhe yunhi rooshan hamesha rakhna
Chalo ab muskurao chand Pehle ki tarhan jagmagao chand .....
--------------------------------------------------------------
Gaurav Tripathi is here to make some nice and cool friends
|