Ek ladaka tha. Wo ladaka ek ladki ko apni jan se bhi jada pyar karatha tha .usake parivar walone bhi kabhi usaka sath nahi diya bhir bhi ladaka usase pyar karatha tha lekin ladaki kuchh dekha nahi sakathi thi kyonki wo andhi thi.Ladki usase hamesha kahathi thi ki tum muzase itana pyar kyo karate ho,me tumare kuchh kam ki nahi me tume wo pyar nahi de sakati jo koi aur ladki de sakati he. Lekin wo ladaka use hamesha dilas... Read More