ya to hua kuch intro ki baat ab jara kuch personal batai ho jaye
mujha jhoot bolna wale log pasand nahi hai aur ha mai pura din sirf 2baar hi jhooot bolta hu
baki din sirf logo ka dimag kharab karta hu mai logo ka dimag kharab karna ka lia kuch bhi kar sakta hu kuch bhi
mujha pata hai jinka mai dimag kharab kar raha hu unha mai mana bhi lunga
ab lo group ki baat to humlogo ka group mai -----------------------------------nanu,shashi,amit(cobra),jagat,surbhi,unisha ya log tha maina inlogo ka sath dusro ka dimag khrab karna sikha aur aaj mai kisika bhi dimag kharab karna ki himat rakhta hu dakha dost ho to aisa i really miss those one bcoz they r the best. mujha dusro ka dimag kharab karna mai bahut jyada aacha lagta hai ab
chaho mujha jo kaho par ha mujha aacha lagata hai and i do bcoz i like this