main chor banta agar to kubul tha tumko
ajib kotwal ho ajab tarika hai.
koi batae mujhhe kyon karun main samjhauta
bharosa toot gaya jab to bacha hi kya hai ?