|
|
Ye Baadal Aur Kuch Nahi
Posted On: 12/07/2007 11:02:53
|
Ye Baadal Aur Kuch Nahi, Teri Aankhon Ki Kaajal Hain
Ye Bijli Aur Kuch Nahi, Teri Aaneki Aahat Hain
Ye Maausam Aur Kuch Nahi, Teri Aanchal Ki Khushboo Hain
Iss Dil Mein Aur Kuch Nahi, Tuje Paane Ki Chaahat Hain
|