Badi Nazuk Hai Ye Manzil,Mohobbat Ka Safar Hai
Badi nazuk hai ye manzil, mohobbat ka safar hai.(2)
Dhadak aahista se E Dil, (2), Mohobbat ka safar hai.
Badi nazuk hai ye manzil, mohobbat ka safar hai.
Koi sunle naa ye kissa bahot dar lagata hai.(2)
Magar darne se kya haasil, (2), Mohobbat ka safar hai.
Badi nazuk hai ye manzil, mohobbat ka safar hai.
Batana bhi nahi aansa, chhupana bhi kathin hai. (2)
Khuda - ya kis kadar mushkil, (2) Mohobbat ka safar hai.
Badi nazuk hai ye manzil, mohobbat ka safar hai.
Ujaale dil ke phaile hai, chale aao na jaanib (2)
Bahot hi pyaar ke kabil, (2), Mohobbat ka safar hai.
Badi nazuk hai ye manzil, mohobbat ka safar hai.
Badi nazuk hai ye manzil, mohobbat ka safar hai. (2)
Dhadak aahista se E Dil, E Dil, E Dil, Mohobbat ka safar hai.
Badi nazuk hai ye manzil, mohobbat ka safar hai.