|
song
Posted On: 07/04/2008 05:11:53
|
Aashiq banaya aashiq banayaa aashiq banayaaa - aapnee..!!
tere bin suni suni hain baahein teri bin pyaasi pyaasi nigaahein tere bin bin asar meri aahein ) - 2 tere bin..!!
Tere bin lamha lamha sataye tere bin bekarari jalaaye tere bin chain mujhko naa aaye ) - 2 tere bin..!!
Meri nigaaho mein tera chehra rawaa hain gehre hain armaan jaane ja paagal samaa hain ) - 2 apni daayre se toh main chutne lagi hu tere baajuo mein aake tootne lagi hu ) -2 tere bin jeena nahi hain gawara tere bin dil ka nahi hain gujara tere bin kaun apna sahaara (aashiq banaya - 3 aapne ) - 2
Bechainiyo ka faaslo ka silsila hain dardejigar ka yeh sabab hamko mila hain ) - 2 betaabiyo ne hamko chur kar diya hain pass aane pe majboor kar diya hain ) - 2 tere bin raat kat ti nahi hain tere bin pyas mit ti nahi hain tere bin duri ghat ti nahi hain..!!
Aashiq banaya aashiq banayaa aashiq banayaaa - aapnee..!!!
|