Welcome Guest Login or Signup

angel_nazish
PROFILE   GALLERY   BLOGS   SCRAPBOOK   FRIENDS   FAVORITES   LYRICS   SMS   QUOTES   JOKES   POLLS   VIDEOS  
 


RSS
Mujh ko dekh kar muskuraane ki zaroorat kya thi........
Posted On: 01/09/2007 04:51:14

Mujh ko dekh kar muskuraane ki zaroorat kya thi........ Yoon hum ko sataane ki zaroorat kya thi,


Dil mera jalaane ki zaroorat kya thi.


Jo nahi tha ishq to keh diya hota,


Dil toor ke jaane ki zaroorat kya thi.


Maloom tha gar yeh khwaab toot jayenge,


Neend mein aa kar uthaane ki zaroorat kya thi.


Ishq par lagti rahegi har daur mein paabandi,


Ashiq ko majboor banaane ki zaroorat kya thi.


Maan loo gar yeh yak tarfa mohabbat thi,


Mujh ko dekh kar muskuraane ki zaroorat kya thi..



Bookmark:



Viewing 1 - 1 out of 1 Comments

01/09/2007 05:46:49

ohhhh


coooool yaaaar..




SCRAPBOOK