|
|
Kitna Pyaar diya usse per mila kuch bhi nahi
Posted On: 21/11/2007 08:58:18
|
Kitna Pyaar diya usse per mila kuch bhi nahi Itni gehri Chahat ka hasil - o - hasool kuch bhi nahi
Woh hum se khafa the to Jaan nikal gayi thi hamari Hum un se khafa hain to un ko malaal kuch bhi nahi
Is qadar dukh diye hain na jaane kis khata per Per hum bhi Sabar kargaye aur kiya sawal kuch bhi nahi
Us ki khushi main Hansne wale Khaas hain us ke liye Dukh main us ke saath hum, hamari misaal kuch bhi nahi
|