|
jane wo kiya soch k aai hay.
Posted On: 21/11/2007 08:50:11
|
Aaj hamai'n ye baat samaj me aai hay
tum mosam ho or mosam harjai hay
tu ne kis mor pe chor diya mujh ko
Dil ki baat chupao'n to rusvai hay
tere baad bacha he kiya hay jeevan me
main ho'n bheegi sham hay or tanhai hay
aaj meri aankho'n me savan utre ga
aaj boht din bad teri yaad aai hay
jane main kiya soch k chup ho'n
gum sum ho'n
jane wo kiya soch k aai hay.
|