Zindagi ki Talash...!
Mughe zindagi ki talaash thi
So mai chal para
An dekhi raahon per
Jahan socha tha
Khushyon ka saath hoga
Parindon ki chehchahat hogi
Mager !
Mughe kya khaber thi
Kahin door jane se
Qismat badal nahi jaati
Taqdeer mai hon ager aanso
To !
Koi khushi raas nahi ati
So ...Ae zindagi
Maine tughe khoodya
Teri hee talaash mai...!