|
Qabil Na REhy
Posted On: 18/11/2007 20:22:50
|
mana k tery pyiar k qabil nahi rehy. dukh ye hei k etbar k qabil nahi rehy.
tujh per luta k dik ki zamany ki her khushi. ay dost muskurany k qabil na rehy
Q etna tujh se pyair kiya soochty hein hum aab to kahen bhi jany k qabil na rehy
qadmoun mein tery khood ko jhuka kar bhula dea aab to ye sar uthany k qabil na rehy
meri hyaiat se juri hei our zendagi majboor hein mar jany k qabeel na rehy
|