|
Hum Naazuk Naazuk DiL waalay
Posted On: 18/11/2007 20:18:29
|
Hum Naazuk Naazuk DiL waalay Kabhi Hastay hain Kabhi Rotay hain Kabhi DIL main Khawab Parotay Hain Kabhi Mehfil Mehfil Phirtay hain Kabhi Zaat Main tanha Hotay hain Kabhi Chup ki Mohr Sajaatay hain kabhi Geet Laboon Par atay hain Kabhi sab Ka dIL behlaatay hain Kabhi Zaat main Tanha hotay hain kabhi Shab bhar Jaagtay rehtay hain kabhi Lambi TaaN k sotay hain Hum Nazuk Nazuk diL waalay Bus Apnay Aaap main rehtay hain HUm Kon kisi k hotay hain Hum NAAZUK NAZUK Dil Wale
|