|
Main Wohi Hoon Jise Tum Piyar Kiya Kerte The
Posted On: 18/11/2007 20:12:23
|
Main Wohi Hoon Jise Tum Piyar Kiya Kerte The Din Mein So Baar Mera Naam Liya Kerte The Kiya Baat Hai Kiyoon Mujh Se Khaffa Bethe Ho Kiya Kissi Aur Ko Dil Apna Dein Bethe Hoo Faasale To Pehle Na Hua Kerte The AnMoL Main Woh Hoon Jispe Tum Aetbaar Kiya Kerte the Mujh ko Maaloom Hai Gum Hay Koi Sogaat Nahein Tum Mujhe Apna Kahoo Aise Bhi Haalaat Nahein Aur Ager Bhool Gaye Ho To Koi Baat Nahein Zakham To Pehle Bhi Is Dil Pe Lagga Kerte The Main Wohi Hoon Jise Tum Piyar Kiya Kertte The Din Mein So Baar Mera Naam Liya Kerte The Dil Mein Aata Hai Tumhein Terpa Doon Derd Jo Tumne Diya Hai Wo Tumhein Loata Doon Aur Ager Jurm Na Samnjho To Ye Dohra Doon Tum Mujhe Hasil-E- Armaan Kaha Kerte The
|