Mene Roya Tha Uss din Bahut rone ki adat jo hagayi thi
Mujhe Raat ko neend nahi par Woh toh Ghode Bejh ke so rahi thi
Mujhe Kya Pata Tha Dil kis pattar ka naam hota hai
Mujhe Kya Pata Tha Ki Pyar Ka Bhi Sham Hota Hai
woh chokri hi kuch aisi thi ki mujhpe nasha kargayi
mujhe pyar kya hogaya usse woh toh barbadi kargayi
Abhishek ne Bola Ladkiyon ke chakar meh kyu padta hai yaar
pyar ka to thikana nahi khalipili dimag kharap karti hai Bar Bar
kiran ne bola Dil Gya Tel Lene Pyar meh dal mirchi
dil seh mat dekh kisiko dekh banake nazar tirchi
itni dur tak kyu sochta hai humare yahan ladkiya kam hai kya yaar
ek gayi toh kya hua agle din milenge char
uss raat mene pyar na karne ki kasam khayi
ugle subah apne hi class meh ek gf banayi
Tags: Santosh