yar main aapki baat par zarur kadam badhaunga yar par kya karu koi sahi sa banda nahi milta band ke liye aur kisi bevafuf ke sath kam mujhe nahi karna hai kyunki agar kal ko music banata hu aur wo bakwas banta hai to mere un sabhi fav. singers aur composers ki bejati hogi jinhe sun sun ke main yahan tak pahuncha hu,main aisa kam karna chachta hu ke log sune to bol uthe ke waah kya music hai,so quality bandey hi chahiye bhai jaan,so talash jaari hai,waise ab college me addmision lia hai hope waha koi junnoni banda mil jayega mere jaisa mujhe.dua kijiyega.
zohaib bhai kya aap mujhe sayonee aur kyu pareshan hai dil ki leads,chords aur strumming pattern likh k bhej sakte ho plz,aapse dosti karke achcha laga.....thanks a lot for everything bro.....