THANKS FOR THE REPLY...BUT THAT WAS NOT THE ANSWER I WAS LOOKING FOR...I UNDERSTAND YOU ARE GOING THROUGH A HARD TIME RIGHT NOW AND I'M SORRY 2 HEAR ABOUT THAT...I FIGURED YOU WILL BE INTERESTED
Dard hai ke Mohabbat ka Jata nahi hai Us berahem ko mujh pe rahem aata nahi hai Didaar-E-Yaar ko hum tadapte rahe Khuda bhi uska didaar karata nahi hai
Duwa yeh aati hai honton pe bar bar Moat aane se pahle bas ek bar Mere mehboob ke didaar hojaye Dil hai ke koi aur khuwaab sajata nahi hai
Woh aayegi zaroor dil yeh kahta hai Usi ki yaad mein muftalib yeh rahta hai Ab ruk ne ko hai yeh saanse meri Aur yeh waqt hai ke ruk jata nahi hai
Dard hai ke Mohabbat ka Jata nahi hai Us berahem ko mujh pe rahem aata nahi hai Didaar-E-Yaar ko hum tadapte rahe Khuda bhi uska didaar karata nahi hai…