Hum bhool jate hain chand ki pehchan tujhe dekhtay dektayHussan wale hojate hain pareshan tujhe dekhtay dekhtay
Khuda nay banaya hoga tujhe kei saadyioon mainHota hai ye gomaan tujhe dekhtay dekhtay
Jiss nay kia na ho Pyaar sari zindagi mainBhatak jata hai wo bhi Insaan tujhe dekhtay dekhtay
Jin ki zindagi Khatam horahi ho pal bhar mainMil jata hai Inhay Jeenay ka samaan tujhe dektay dektay
Gar tere milnay Milan k baad maut aaye bhi tu kiaHum ho jaein gaye Kurbaan tujhe dektay dektay
Main, Tu karta hai tareef chand ki chandni dekh karMaghr Khamosh ho jati hai Zubaa tujhe dekhtay dekhtay
ooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooooo oooooooooooo
hi kish
job ka kya hua aap ka?
hmmm...i guess u forgot all about me....
aww.......lovee.......sorry
ur gonna get less and less of me now
why r u sad hun?
Abhi bhi woh gham mujh mein hai jo diya tha tumne mujhe “APNA” kehke
Woh ek shaqs aaj bhi mere dil mein hai gaya tha jo mujhe tanha karke
Wohi mausam chahya hai zamane mein jo guzar gaya hume ruswa karke
Wohi alfaas mere hothoon mein hai aaj bhi kabhi kahan tha maine tumhare sath chalke
Wohi aag mere seene mein aaj bhi hai jo lagaya tha tumne “MOHABBATH” kehke
bina khatha ke sazaa bugath rahi hoon main… duniya waloon ke beech “ZINDAGI” keh ke….
I'm also fine kishore