hi
aap to mujhe bhool hi gaye, kabse ek bhi msg nahi kiya aapne, bahut busy hai kya?
mai to kafi din tak bimar rahi, mujhe joindice ho gaya tha. abhi thik hu. ab mere office me gmail nahi chalta hai. isiliye gmail par online nahi ho pati.
reply kijiyega.
bye