gusaa....main gussa main nahi hu....
hheheheeh
kaam?? kaam ka kya hai...kabhi faltoo hote hai to kabhi itna kaam ke pucho mat....
lekin abhi FOREX trading ki wajah se market upper niche se maza aa raha hai...kaam karne main...
bhaik sab kushal mangal hai....
ji...main yahi hu..thodi busy ho gai thi office main