aap kitna galat sochte hai meere baare main yaar
sach me yaar bilkul achha nahi laga ye jan kar
agar aap kopasand nahi hai mujhse baat karna to aap beshak mujhse baat karna band kardo
lekin ye to batado ki main deekhne me eesi lagti hu jeesa aap soch rahe hai...
are are are yaar aapko to bahut gussa aata hai lagta hai abhi samne hoti to shyayad ek kass kar laga deete
so sorryyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy
ab se apse majak to bilkul bhi nahi karungi
bol rahe ho ki ladna nahi chahta or ladte hi ja rahe ho
weese ek baat batao ki main aapse baat nahi karti to aapko itna gussa kyu aata hai?
aap eesa kyu samajhte hai ki main atitud dikha rahi hu
or aaj main bol rahi hu plz jaana nahi yaar kya aapko majal pasand nahi hai
mujhe aapke saath eesa karne me bahut maja aata hai yaar bcoz u r my frnd yaar
chil