maine kab ye kaha ki muhje wo pasand hai...
tum pagal ho kya.....
har baat ka galat matalab lete ho.....
sayad hum dost galat ban gaye humara nature bilkul different hai aur baat ko samjne ka nazaria bhi.....
agar wait karne aadat nahi hai to dal lo aur apne nature ko thoda cool banayo muhje cool bande pasand hai...
aur m thoda alag hu tum yaha hote to tumhe pta chalta kyuki muhje koi baat karta hai to wo mera kahna bhi maanta hai bas m hu hi aise...
aur meri class me sabhi mera nature pasand karte hai .....