ye varath rakhna to achi baat hai aur pta hai tumhe har manokamna puri ho jati hai 1 baar sache mann se rakh ke to dekho aur phir kuch maangna pura ho jaayega....
mast raha pta hai jab m dance kar rahi thi mere classmate seeti maarne lag gaye phir sir ne oonku ddaaat mari par bahut mazaa aaya bahut enjoy kiya ....
tum mere bahi ke baare me kuch bol rahe the tumhe pta nahi sayad ki mera bahi apna laptop use karne se nahi rokta but chatting karna pasand nahi karte mere dono bahi kyuki wo bhi kabhi nahi karte aur niche apne bahi ke pass badhi hui thi wo soo raha tha isliye maine tum se gmail ya kisi aur id par aane se mana kiya tha aur tum kya kya kahne lage isliye muhje gussha aaya .......
m kaun hoti hu tumse naraz hone waali hamaara relation hi kya hai jo m tumse naraz houu....
na nhi m tumhari achi dost ho aur na hi mera hak banta hai ki m tumse naraz hauu