tumhara aaj pir ladayi karne ka mood hai aur tum dosro ko jaane bina hi kyu esha bolte ho kya tumne kabhi sandy se mere baare me poocha nahi na pir tum kyu mere baare me kuch bolte ho ab m tumse kabhi baat nahi karogi kyuki tum sochte ho na ki hum time pass karte hai to socho muhje koi farak nahi padta kyuki jisko understand karana hai wo hai ab tum muhjse baat mat karna kyuki tumhe baat karni nahi aati aur muhje eshe dost bilkul pasand nahi jo har dosere din ladte rahe to ab muhje baat mat karna kush raho.....
yaar tum sach me dil se nahi sochte aur na hi tum muhjko samj sakte ho aur ye koi jaroori nahi ki baat na ki to hum matlabi ho gaye jab uhse koi prob nahi to tumhe kyu hai tum agar yaha hote to tumhe apne aap hi pta chal jata ki m kaise hu ...
mere kisi bhi classmate se pooch ke dekhna kabhi sab se yahi sunne ko milega ki m bahut hi hasmukh hu par agar m tumse ye kahugi to tum muhje gamandi bologe....
pir tum galat baat kah rahe ho tumhe pta nahi sayad humare bich me itni understanding hai ki aapas me 1 dosre ko samjte hai aur muhje pura viswas hai ki wo muhjse kabhi naraz bhi nahi ho sakta wo muhje bahut achi tarah jaanta hai aur mere baare me sab kuch pta hai past bhi present samjhe aur na hi m auroo ki tarah hu ki uhse bhul jaauu....