baadiya lo maaze tumhare bhi din hai.....
achi baat hai tum muhje pasand nahi karte sirf dost maante ho par 1 baat kahu chahe tum baur maano ya bala pta nahi kyu muhje viswas nahi hota muhje ehsa lagya hai ki tum abhi bhi joot bol rahe ho.....
to m kahugi ki achi baat hai.....
ab koi kisi ko pasand kare ye hum mana thodi na kar sakte hai ki kyu pasand karte hai bas uski kuch baate achi lagti hai isliye pasand karte hai....
muhje to yaha par kai pasand karte hai ....
par m to sabse jayada sandy ko pasand karti hu aur wo bhi muhje pasand karta hai hum sirf pasand karte hai kyuki na wo meri kisi baat ka bura maanta hai aur na hi m....
are ehsa nahi hai aaj maine download kara tha par hua nahi m jitna uski maanti hu utna hi tumhari tum ehsa kyu sochte ho aur jo maine poocha tumne bataya nahi kya baat hai....