kab aa rahe ho yaha, rahul gudiya aur mai tumhara wait kar rahe hai, free hote hi aa jao. aaj kal mujhe time nahi milta hai. isliye online nhai ho pati. ok. bye
:_18:ok
mil gayi mai..... aur kaise ho?
aajkal din me bilkul bhi time nahi milta tumhe.......aaj rinku online tha.......kuchh bat huyi thi........
aur sab thik hai na. yaha kab aa rahe ho?:_18: