hmmmmmmmmm jald hi batoon ga yaar.
ahaaaaa dance party bhi hogi?wah phir tou maza aajaey ga hai na?
lakin mujhay tou dance aata hi nahi tou maza kaisay aaey ga?
hmmmmmmm
haan yaad tou ana chahiey lakin ab yaad nahi ana chahiey.wo meri majburi thi main kisi say bhi nahi baat karta tha hikut par.
wo phir kabhi detail mian bataoon ga.
or ye tumhrai sinsikrat meri samjh main nahi aati