Welcome Guest Login or Signup

maqsood alam
PROFILE   GALLERY   BLOGS   SCRAPBOOK   FRIENDS   FAVORITES   LYRICS   SMS   QUOTES   JOKES   POLLS   VIDEOS  
 



Viewing 271 - 280 out of 345 Comments


<< First  < Previous | Page:  26 | 27 | 28 | 29 | 30 | Next >  Last >>

22/06/2010 12:33:37
Humne Mohabbat Me waffa krte-krte
unki khatir zamane ko bhula diya
Khuda kare wo har wo khushi paye
jiski khatir usne hume thukra diya..



SCRAPBOOK

22/06/2010 12:33:22
Ye dosti ke rishte bhi kitne ajeeb hote hain,
Sab apne apne naseeb hote hain
Rehte hain jo nigahon se door,
Wahi dil k kareeb hote hain…



SCRAPBOOK

22/06/2010 12:32:58
Paas meray hai sub kuch,
Bus wo ik sath nahi,
Pyar karnay walay tu bahut hain magar,
Koi us jaisi zaat nahi,
Jis k intezar mai tum kub say baithay ho janab,
Usay tum tu kya tumhari ek baat bhi yad nahi…..



SCRAPBOOK

22/06/2010 12:32:44
Pyar woh hum ko bepanah kar gaye

Phir Zindgi mein hum ko tanha kar gaye

Chahat thi unke ishq mein Fanaah hone ki

Par woh laut kar aane ko bhi mana kar gaye.



SCRAPBOOK

22/06/2010 12:32:14
Tum to chand ho jissy sab yaad karty hain ,
Hamari Qismat tu taron jaisi hai,
yad to door,
log apni DUA k liye hamaray tootnay ki faryad karty hain,



SCRAPBOOK

22/06/2010 12:32:02
Har ek sawal ka usko jawab kya deti?
Main apni zaat ka usko hisab kya deti?
Jo ek lafz ki khushbu na rakh saka mehfooz!
Mai us ke hath mein puri kitab kya deti? ()

©



SCRAPBOOK

22/06/2010 12:31:49
Sab kuch hy mere pas par dil ki dawa nahi,

Door wo mujse hy par main khafa nahi,

Maloom hy ab bi pyar karta hy mujse,

Wo thora sa ziddi hy magar bewafa nahi ()

©



SCRAPBOOK

22/06/2010 12:31:38
Karoge Yaad Ek Din
Karoge yaad ek din tum dosti ke zamane ko,
Chale jayenge jis din hum kabhi na wapas aane ko…
Chedega mehfil me zikar hamara koi,
Toa chale jaoge tum tanhai mein aansoo bahane ko…



SCRAPBOOK

22/06/2010 12:31:24
Khyalon Ko Kissi Ki
Khyalon ko kisi ki aas rahti hai ,
Nigahon ko teri talash rahti hai ,
Tere bina koi kami nahi hai ,lekin ,
Tere bagair tabiyat udas rahti hai !



SCRAPBOOK

22/06/2010 12:31:05
Jad Sada Hunda Si
Jad Sada Hunda Si Kehnda Si Phull Sanu,
Hun Gairan Naal LaaKe Geya Ae Bhul Sanu,
Tera Badlan Pichon Asi Vi Rang Watagae Aa,
Fark Bas Ena Ae Pehlan Khile Si Ajj Murjha Gae Aa……



SCRAPBOOK


<< First  < Previous | Page:  26 | 27 | 28 | 29 | 30 | Next >  Last >>