:_103::_103:abe sale kaha fir muje tu fasa diya abe kam se kam bat nai kar raha tha to paisa bach raha tha aur parso se fir baat karna suru kar diya tabhi se mob me paisa khatm ho jata hai aur jaan kya ho raha hai sharma ji ki mar rahe ho sale mai kitne bar kaha hu ki tum kam se kam itna aram diya karo jisko wo hajam kar le aur tu sale unko itna aram deta hai ke wo sara kam tere uppar he choor dete hai abe kuch duniya ka bhe hal chal le liya kar mai kab se online hu par tera pata he nai hai chal jaldi se online hokar muje misscall kar sale mai wait kar raha hu okkkkkkkkkkkkkkkkkkk
agar nai padh pa raha hai to tenson he le lena kyo ki mai tuje kuch to de raha hu wasie log kahte hai lala kewal lete hai aur mai de raha hu chal ok bay
bhai apne chachuon ke dwaar koliye aur mujh nirdhan ko apne gyan aatma se kuch divya gyan pardan kijiye aur mere is andhkar mayi jiven ko parka??? karne ki kripya kare guru dev................................
kya bahi kya ho raha hai abe tu kaha rahta hai sale mai tera kitna intjar karta hu tumko andaza nai hai abe kam se kam tu ek bar mail he kar diya kar to mujhe kuch acha lage par tuje to apne kam aur sharmaji se he fursat nai milti hai to mujhe kyo yaad karega. mai kal bhi paeshan tha par tu pata nai kaha chala gaya acha dev muje tumse kuch puchna hai bhai ye batao maine kisi ka kya bigada hai kyo mere sath aisa hota hai. ple yaar mera moni se bahut bawal ho gaya hai aur mai khusboo ko bhi khub gali diya hu bahi mai kal se he bahut distarb hu aur ye janta hu ke tu he mera kuch kara sakta hai mai tujse ek baat puchu ye ladki sali sab aise he hoti hai aur bahi yaha pe maidam nikki ka bhe yahe hal hai wo kah rahe hai ke mere sath raho ham log ek sath he rahenge bhai mere samaj me nai aa raha hai idhar mami aur papa bhi ane wale hai aur mai usko samjha raha hu to kah rahe hai ke mai bhi milungi aur ham dono saath he rahenge bhai mai kya karu ek tu hi hai jo mere madad kar sakta hai abe ye bata mai kisko dekhu aur kisko manau bhai mere help kar Sakta hai warna mai pe pe kar apna kya hal kar lunga iska tuje andaja nai isi liye example derah hu bahi help karo ple............
chal tu is id se login kar ke chat karna [email protected] aur iska password hai 591717 chal is id ko tu use kar mai isko add kar rakha hu jab tu login karega to muje pata chal jayega aur mai replay karunga k jaan love u bay waise nkut bhi login me hai mai apni sare id khola hu.