dekhiye m not stopping u....admin ne kaha tha mujhe....isse pehle ek "K???iz" karke yaha aise hi forums dalta tha poems puri....admin ne use warn kiya tha ...ais nahi karne ko.... u can ask him
faisal bhai ne kaha tha...ki itne saare forums sirf agar poerty ke hain toh ek hi forum me dal do....warna woh delete karne padenge...isliye apne dekha hoga ki mere forums saare pictures aur information ke the.....alag alag... He wants to keep Nkut systematic .... hikut me bahut prob hogayi thi .... so this WEBSITE needs to be easy and so tht all can eqaully participate
aneela ji yaha Forums me ek saaat itni poetry allowed nhi hai...sirf forums ki baat kar raha hun...blogs ki nai...acha nahi lagega agar admin ise delete kardein toh...isiliye pehle hi bata raha tha.... bura mat maniyega....