jab app se kitchen k kam nh hota tum hum larkiyon se b nh hota hai
or yeh kia baat howi mein larki hon is liye kah rahi hon
ji nh ji meray baba jan b yahi kahty hain k kitchem k kam larkaon ko b karna chahye
break fast ho , lunch , dinner yeh picnic k program hamary garh mein do log hi kitchen mein nazar atty hain meri mama n my baba jani
or pata hai meray baba jan hi mj ko kitchen mein nh jany daty wo kahty hain fire danger hota hai, hot oil tum per ger sakta hai, knife k sath sararatein mat karna, tum oven se koi cheeze karam na nikalna
or yahi kayalat khuch meri abi hazoor k hain ab banda kia karen is lye mj ko khuch cook karna nh ata hai, mein to lighter jalna 8 grade mein sekha tha jab k meri frnds ko phley hi pata tha. but mein to yahi samjahti hon husband wife ko shadi k bad har kam share karna chaye whether it is kitchen or something else
han breakfast to app len gaye hi jo sab se asanh kam hai
u r so lucky in this case, but agar khana pakana nh ata to yeh to itni bari baat nh hai, un mein or jo itni sari achi qualities hain
app b thora sa sekh le khama pakana, after marriage un ki help karna kitchen mein kasa??
han yeh to baat hai
but kaam to asey hi chalta hai
ab larki passand ki hai to us k styles b pasand karein, wasey app kahein k gharib admi itni achi wife jis bandy ko mil jaye wo kahan k gharib
is lye app achi shakal banayan karein
ho i see
so wen she gona b u r wife i mean puri taraha
yeah i koe
wo b chup k jati hain
app k liye to koi problem nh hota ho ga but wo kia bahana karty hain??
interesting
wasey app date per jaty kahan hain