main bhi soch raha tha yeh .. sis ka matlab kya hai
its ok yaar.. bhai ko bahen mat bana mere bhai..
well..
jaan kar achha laga tusi panjab se ho
im from rajkot ( Gujarat )
mera bhai 14th ko chandigadh aane wala hai
dekhta hoo sayad nikal pau so..
and i hve own business of cyber cafe here in rajkot
kabhi aao so.. rajkot ki bhi sher karvata hoon...