yaar tumhara abhi bhi invited dkha rha hai join nhi hua
gtalk hai tumhre pc mein ya nhin
yaar kuch nhi hua tumhara gtalk par login nhi hua kya.
yaar gmail par login nahi kya.
Tum login to karo mein aa jaonga par isme bhi dikt ati hai
login hote hi bata dena
mein pasword isi par bata deta hun