jindgi me kuch sapne saja lena,
Waqt me kuch arman jaga lena,
Hum apki rah se har dard chura lenge,
Aap jab chahe hume ajama lena
Waqt Guzra Hum Bikhar Jayenge
Kaun Jaane Ki Hum Kidhar Jayenge
Hum Aapki Parchai Hai Yaad Rakhna
Jaha Tanhai Mili Waha Hum Nazar Aayenge
Tumhari khushi hi se hi nahin,
gham se bhi rishta hai humara,
Ye jo tumhari zindagi hai,
woh ek hissa hai humara,
Aye-dost tumse lafzon ka hi nahin,
Ruh ka bhi rishta hai humara
bas kya btaiye dekho to abhi morning ke 5 baj gaye hai aur kal se hum to office mein hai ab tak.....to online ka time hi nahi mil paya......bhaut busy tha bhi free hua hoon....isiliye to keht hoon yeh bi koi jab hai see you soon take care