|
Viewing 55 - 63 out of 153 Blogs.
| Page:
|
|
7 |
|
|
Hasna jindagi hai, has kar gum boolana jindagi hai, jeet kar hanse to kya hanse, haar kar khushiyan manaana jindagi hai
Dil ki nazuk dhadkano ko Mere sanam tumne dhadkana sikha diya
Jab se mila hai tera pyaar dil ko Gham main bhi muskurana sikha diya.
Kabhi hasata hai pyaar, Kabhi rulata hai pyaar, Har pal ki yaad dilata hai yeh pyaar, Chaho ya na chaho, Par aapke hone ka ehsaas dilata hai yeh pyaar.
Aakhen kholu to chehra tumhara ho, Band karu to sapna tumhara ho,
Mar bhi jau to koi gam nahi, Agar kafan ke badle achal tumhara ho
Khamosh raat ke pahlu me sitare na hote, Is suni aankho me rangin nazare na hote, Hum bhi na karte parva aap ki, Agar aap hame itne pyare na hote
Lehar aati hai,
kinare se palat jati hai,
yaad aati hai,
dil mein simat jati hai,
dono mein farakh sirf itna hai,
lehar bewaqt aati hai, aur yaad har waqt aati hai.
| Fiza
Posted On 05/03/2008 22:04:32 |
Fiza mein mehekti ek shaam ho tum,
Pyar mein chalakta jam ho tum.
Seene main chupaye phirte hai hum yaad tumahari,
Meri zindagi ka dusra naam ho tum.
Har koi pyar ke liye tarapta hai,
Har koi pyar ke liye rota hai,
mere pyar ko galat mat samajna,
pyar to dosti mein bhi hota hai!
Socha na tha ke kabhi dosti hogi
dil jiske liye ro sake waisi ulfat hogi
Ab jannat ki galiyon ka raasta kyun dekhu
jahan tum ho wahi se jannat shuru hogi..!!
| Page:
|
|
7 |
|
|
|