Color Scheme : DEFAULT  
Welcome Guest Login or Signup
   


Lyric   Submit New Lyric   Edit Lyric  
 
CATEGORY:  


Viewing 46 - 50 out of 86
<< First  < Previous | Page:  8 | 9 | 10 | 11 | 12 | Next >  Last >>

khuda jane
Posted On 22/09/2009 08:13:04 by indiana
Aaa aa…. (Male)
Sajde mein yun hi jhukta hoon
Tum pe hi aa ke rukta hoon
Kya yeh sab ko hota hai (Female)
Hum ko kya lena hai sab se
Tum se hi sab batein ab se
Ban gaye ho tum meri dua (Male)
Sajde mein yun hi jhukta hoon
Tum pe hi aa ke rukta hoon
Kya yeh sab ko hota hai (Female)
Hum ko kya lena hai sab se
Tum se hi sab batein ab se
Ban gaye ho tum meri dua Khuda Jaane ke mein fida hun
Khuda Jaane mein mit gaya
Khuda jaane yeh kyun huwa hai
... Read More


tu hi to meri dost hai
Posted On 22/09/2009 08:10:29 by indiana
Aaja Main Hawaon Pe Bithake Le Chalun
Tu Hi Toh, Tu Hi Toh Meri Doost Hain
Aaja Main Khalaon Mein Uthake Le Chalun
Tu Hi Toh Meri Doost Hain
Awaaz Ka Dariya Hoon, Behta Hoon Main Nili Raaton Mein
Main Jaagta Rehta Hoon, Neend Bhari Jheel Si Aankhon Mein
Awaaz Hoon Main…
Aaja Main Hawaon Pe Bithake Le Chaloon
Tu Hi Toh, Tu Hi Toh Meri Doost Hain
Aaja Main Khalaon Mein Uthake Le Chaloon
Tu Hi Toh Meri Doost Hain


Raat Mein Chandni Kabhi, Aisi Gungunati... Read More


soona soona lamha
Posted On 22/09/2009 08:05:12 by indiana
Soona soona lamha lamha
Meri rahein tanha tanha
Aakar mujhe tum tham lo
Manzil teri dekhe rasta
Mud ke zara ab dekh lo
Aisa milan phir ho na ho
Sab kuch mera tum hi to ho
Bapanah pyaar hai aaja
Tera intezaar hai aaja
O bapanah pyaar hai aaja
tera intezaar hai aaja
Soona soona lamha lamha
Meri rahein tanha tanha


Bichhde bhi ham jo kabhi raston main
To sang sang rahungi sada
Kadmon ki aawaaz sun ke chalungi
Tumhe dhoond loongi sada
Bhooli... Read More


tumhe jo maine dekha
Posted On 22/09/2009 08:02:36 by indiana
  Tum Bhi Ho, Main Bhi Hoon, Paas Aao To Kah Doon
Aakhir Kyun Pal Mein Yun Deewana Main Ho Gaya
( Tumhein Jo Maine Dekha, Tumhein Jo Maine Jaana )...(2) Jo Hosh Tha, Wo To Gaya
Badan Ki Khushboo, Jagaae Lagi Jaadu
To Hoke Beqabu, Dil Kho Gaya
Tumhein Jo Maine Socha, Tumhein Jo Maine Maana
Tumhein Jo Maine Dekha, Tumhein Jo Maine Jaana
Jo Hosh Tha, Wo To Gaya.. Itni Kyun Tum Khoobsurat Ho, Ke Sabko Hairat Ho
Duniya Mein Sachmuch Ki Rahti Hai Pariyon Se Bhi Zyada Pyari... Read More


humko maaloom hai
Posted On 22/09/2009 08:00:18 by indiana
--Male--
Mohabbaton mein jeene waale khushnaseeb hain,
Mohabbaton mein marne waale bhi ajeeb hain;
Azeem hai hamari dastaan jaan-e-mann,
Faaslon mein rehte hain lekin kareeb hain
--Male--
Humko maaloom hai, --Female--
Ishq masoom hai,  --Male--
Dil se ho jaati hai galatiyaan,

--Female--
Sabr se ishq mehroom hai

--Male--
Humko maaloom hai,
Ishq maasom hai,
Dil se ho jaati hai galatiyaan,
Sabr se ishq mehroom hai

--Female--
Hum... Read More


<< First  < Previous | Page:  8 | 9 | 10 | 11 | 12 | Next >  Last >>






*** NkuT.Com ***