Dabi dabi sansoon mai suna tha Maine bole bina mera naam aayaa
Palkain juke aur uthne lagi toh hole se Uss ka salam aaya
Dabi dabi sansoon mai suna tha maine Bole bina mera naam aayaa

Jab bole wo jab bole
Uss ki aankh mai rab bole
Jab bole wo jab bole
Uss ki aankh mai rab bole
Pass pass he rehna tum
Aakhn aakhn mai kehna tum
Dekha tumhe toh aaram aaya
Dabi dabi sansoon mai suna tha maine Bole bina mera naam aayaa
Palkain juke aur uthne lagi toh hole se Uss ka salam aaya
Rooz he dil ki aag utha kar haath pe le kar Chalna hai
Tere bina bina tere boond boond ab raat Raat bar jalna hai
Tu mile na mile ye haseen silsilay
Waqat ke sakhth hain ab ye Kate nahi
Haan
Tere bina saans b chalte hai
Tere bina dil b dhadakta hai
Yaad nahi tha yaad aaya.....

_____